Song: Kabhi Kabhi Aditi Zindagi
movie: jaane tu ya jaane na
Chords used in the song are
Gm – 333553
Cm – 34553X
F – 112331
A# -
The interlude chords are:
Interlude
Gm... Gm... Cm
Gm... Gm... Cm
Song starts here
(Gm) (Gm) (Cm)
Kabhi kabhi Aditi zindagi mein yuhin koi apna lagta hai
Kabhi kabhi Aditi wo bichhad jaye to ik sapna lagta hai
Aise mei koi kaise apne aansuo ko behne se roke
Aur (F) kaise koi sochle everything’s gonna be k
Kabhi ka(Gm)bhi to lage zinda(Gm)gi mein rahi naa khu(Cm)shi aur naa mazaa
Kabhi ka(Gm)bhi to lage har (Gm)din mushkil aur (Cm)har pal ek saza
Aise mein koi (Gm)kaise musku(Gm)raye, kaise (Cm)hassde khush hoke
Aur (F)kaise koi soch le every(Gm)thing is gonna be ok?
N now the interlude starts for 2nd time
Gm – Cm – G
Verse1
(A#)Soch zara jaane(Cm)ja tujhko hum (A#)kitna chahte hain
(Gm)Rote hain hum bhi a(F)gar teri ankhon mei (A#)aansu aate hain
(Gm)Gaane to aata na(Cm)hi hai magar phir (Cm)bhi hum gaate hai(Gm)
Ke Aditi (Cm)maan kabhi, kabhi (Cm)saare jahan mei an(F)dhera hota hai
Lekin (Cm)raat ke (Gm)baad hi to sa(F)vera hota hai(F)
Verse2
(A#)Tu khush hai to la(Cm)ge ke jahan mein (A#)chhaayi hai khushi
(Gm)Suraj nikle (F) baadlon se aur (Gm)baate zindagi
(Gm)Sun to zara mad(Cm)hosh hawa tujh(Cm)se kehne la(Gm)gi
Ke Aditi (Cm) wo jo bichhad-te hai (Cm)ek na ek din (F) phir mil jaate hai
Aditi (Cm)jaane tu ya (Gm)jaane na phool (F)phir khil jaate hai(F)
Share your views on the same